Nishaana Srushti Tawade Mp3 Song Download

Hindi Unknown
SongNishaana
SingerSrushti Tawade
Album:Blurr Movie
LyricsSrushti Tawade
Music Aditya Pushkarna
Category Hindi
Label Zee Music Company
Released10 Dec 2022
Track Qualities
Nishaana Song Download Download Srushti Tawade Nishaana Hindi Mp3 Song From album Blurr Movie in High Quality 320KBPS HD - Raag.fm ,Nishaana Mp3 Song , Nishaana mp3 by Srushti Tawade upload on 2022 from album Blurr Movie.. Nishaana lyrics written by Srushti Tawade ultimate music by Aditya Pushkarna or copyright owner Zee Music Company.
Lyrics of Nishaana

Nigaahein kisi na kisi pe hai
Kisi ne hai jaana bina aankh ke
Saari raahein bhari hai nigaaho se
Kisi pe nishaana

Nigaahein kisi na kisi pe hai
Kisi ne hai jaana bina aankh ke
Saari raahein bhari hai nigaaho se
Kisi pe nishaana

Har waqt thoda darr hai
Jo sar chadh kar bole
Let me go

Im blind to the deadly foe
The one I barely know
The one who gets me, through
The one who leaves me a message
In my dreams on a
Friendly note on my telephone
Tum theek toh ho
These deadly foes have got a look
In their eyes that they barely show
Theyre gonna tell you their
Lies & directly so

Theyre gonna leave you alive
Well, clearly, no
Theyre gonna wait for you to
Go blind, hello
Hello koi hai
Mujhe kuch dikh nahi raha
Koi hai

Kabhi khud aaina dekhe toh
Chehre me dikhe koi
Meri tasviir banti ho
Toh naqshe me dikhe koi

Ye ujiyaare me ho toh thiik
Lekin kya ho tab jab ho
Ghana andher kamra
Aur kamre me dikhe koi

Like Im locked behind the door
And I hear somebody walk
Behind the door
And I know its pretty dark
Behind the door
But I can see somebody knock
Behind the door

Koi chor meri jaan chori
Karne ki or badh raha
Isi darr me dimaag pe
Hamesha ki tarah har pal
Or zor padd raha

Mere aas paas kisi ki jhalak tak
Rahi nahi koi nadhi yaha
Magar mujhe lagne laga hai
Jaise mere peechhe bhaangne
Laga hai saara jahaan
Jaise koi phaansi ka phanda
Latakta ho aankho ke aage
Mujhko khatakta ho aankho ke aage
Na thoda jhijhakta na thoda sarakta
Na thoda bhatakta ho aankho ke aage se
Aankho ke taare lage bhaage bhaage se
Saari raat baithe jaage jaage se
Ye hi darr sataaye ki jaane
Kise kise pata hai kya mere baare me

Mujhe bekhouf jeena hai
Mere ghar ka pata do bas
Agarr ghar me akeli mein nahi hu
Toh jata do, bas

Koi parwaah nahi iss ghar ke
Baahar ho raha hai kya
Meri aankho ke aage kaun hai
Itna bata do, bas

Nigaahein kisi na kisi pe hai
Kisi ne hai jaana bina aankh ke
Saari raahein bhari hai nigaaho se
Kisi pe nishaana

Koi hai Hello
Please help
Help me
Help me please hello..